Surah Al-Qasas Verse 77 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Qasasوَٱبۡتَغِ فِيمَآ ءَاتَىٰكَ ٱللَّهُ ٱلدَّارَ ٱلۡأٓخِرَةَۖ وَلَا تَنسَ نَصِيبَكَ مِنَ ٱلدُّنۡيَاۖ وَأَحۡسِن كَمَآ أَحۡسَنَ ٱللَّهُ إِلَيۡكَۖ وَلَا تَبۡغِ ٱلۡفَسَادَ فِي ٱلۡأَرۡضِۖ إِنَّ ٱللَّهَ لَا يُحِبُّ ٱلۡمُفۡسِدِينَ
Jo maal Allah ne tujhey diya hai ussey aakhirat ka ghar banane ki fikar kar, aur duniya mein se bhi apna hissa faramosh na kar. Ehsan kar jis tarah Allah ne tere saath ehsan kiya hai, aur zameen mein fasaad barpa karne ki koshish na kar, Allah mufsidon (fasaad karne waalon) ko pasand nahin karta.”