Surah Al-Qasas Verse 78 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Qasasقَالَ إِنَّمَآ أُوتِيتُهُۥ عَلَىٰ عِلۡمٍ عِندِيٓۚ أَوَلَمۡ يَعۡلَمۡ أَنَّ ٱللَّهَ قَدۡ أَهۡلَكَ مِن قَبۡلِهِۦ مِنَ ٱلۡقُرُونِ مَنۡ هُوَ أَشَدُّ مِنۡهُ قُوَّةٗ وَأَكۡثَرُ جَمۡعٗاۚ وَلَا يُسۡـَٔلُ عَن ذُنُوبِهِمُ ٱلۡمُجۡرِمُونَ
To usne kaha “Yeh sab kuch to mujhey us ilm ki bina par diya gaya hai jo mujhko haasil hai”. Kya usko yeh ilm na tha ke Allah ussey pehle bahut se aisey logon ko halaak kar chuka hai jo ussey zyada quwwat aur jamiyat rakhte thay? Mujrim se to unke gunaah nahin puchey jatey