Surah Al-Qasas Verse 78 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Qasasقَالَ إِنَّمَآ أُوتِيتُهُۥ عَلَىٰ عِلۡمٍ عِندِيٓۚ أَوَلَمۡ يَعۡلَمۡ أَنَّ ٱللَّهَ قَدۡ أَهۡلَكَ مِن قَبۡلِهِۦ مِنَ ٱلۡقُرُونِ مَنۡ هُوَ أَشَدُّ مِنۡهُ قُوَّةٗ وَأَكۡثَرُ جَمۡعٗاۚ وَلَا يُسۡـَٔلُ عَن ذُنُوبِهِمُ ٱلۡمُجۡرِمُونَ
qaroon ne kaha ye sab kuch mujhe meri samajh ki bina par hee diya gaya hai, kya ise ab tak ye nahi maloom ke Allah ta’ala ne us se pehle bahuth se basti waalo ko ghaarath kar diya, jo us se bahuth zyaada quwwath waale aur bahuth badi jama poonji waale thein aur gunehgaaro se unke gunaaho ki baaz purs aise waqt nahi ki jaati