Surah Aal-e-Imran Verse 165 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Aal-e-Imranأَوَلَمَّآ أَصَٰبَتۡكُم مُّصِيبَةٞ قَدۡ أَصَبۡتُم مِّثۡلَيۡهَا قُلۡتُمۡ أَنَّىٰ هَٰذَاۖ قُلۡ هُوَ مِنۡ عِندِ أَنفُسِكُمۡۗ إِنَّ ٱللَّهَ عَلَىٰ كُلِّ شَيۡءٖ قَدِيرٞ
Aur yeh tumhara kya haal hai ke jab tumpar museebat aa padi to tum kehne lagey yeh kahan se aayi? Halaanke ( jung e Badr mein) issey dugni (double) museebat tumhare haathon [ fareeq e mukhalif (enemies) par] padh chuki hai. (Aey Nabi)! Insey kaho, yeh museebat tumhari apni layi hui hai, Allah har cheez par qaadir hai