Surah Aal-e-Imran Verse 185 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Aal-e-Imranكُلُّ نَفۡسٖ ذَآئِقَةُ ٱلۡمَوۡتِۗ وَإِنَّمَا تُوَفَّوۡنَ أُجُورَكُمۡ يَوۡمَ ٱلۡقِيَٰمَةِۖ فَمَن زُحۡزِحَ عَنِ ٱلنَّارِ وَأُدۡخِلَ ٱلۡجَنَّةَ فَقَدۡ فَازَۗ وَمَا ٱلۡحَيَوٰةُ ٱلدُّنۡيَآ إِلَّا مَتَٰعُ ٱلۡغُرُورِ
Aakhir e kaar har shaks ko marna hai aur tum sab apne apne poorey ajar qayamat ke roz paney waley ho. Kamiyab dar-asal woh hai jo wahaan aatish e dozakh se bach jaye aur jannat mein dakhil kardiya jaye. Rahi yeh duniya, to yeh mehaz ek zaahir fareb cheez hai