Surah Aal-e-Imran Verse 187 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Aal-e-Imranوَإِذۡ أَخَذَ ٱللَّهُ مِيثَٰقَ ٱلَّذِينَ أُوتُواْ ٱلۡكِتَٰبَ لَتُبَيِّنُنَّهُۥ لِلنَّاسِ وَلَا تَكۡتُمُونَهُۥ فَنَبَذُوهُ وَرَآءَ ظُهُورِهِمۡ وَٱشۡتَرَوۡاْ بِهِۦ ثَمَنٗا قَلِيلٗاۖ فَبِئۡسَ مَا يَشۡتَرُونَ
In ehle kitab ko woh ahad bhi yaad dilao jo Allah ne unse liya tha ke tumhein kitab ki taleemat ko logon mein phaylana hoga, inhein posheeda rakhna nahin hoga. Magar unhon ne kitab ko pas-e-pusht (behind their backs) daal diya aur thodi keemat par usey bech daala. Kitna bura kaarobaar hai jo yeh kar rahey hain