Surah Aal-e-Imran Verse 25 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Aal-e-Imranفَكَيۡفَ إِذَا جَمَعۡنَٰهُمۡ لِيَوۡمٖ لَّا رَيۡبَ فِيهِ وَوُفِّيَتۡ كُلُّ نَفۡسٖ مَّا كَسَبَتۡ وَهُمۡ لَا يُظۡلَمُونَ
Magar kya banegi unpar jab hum unhein us roz jamaa karenge jiska aana yaqeeni hai? Us roz har shaks ko uski kamayi ka badla poora poora de diya jayega aur kisi par zulm na hoga