Surah Aal-e-Imran Verse 24 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Aal-e-Imranذَٰلِكَ بِأَنَّهُمۡ قَالُواْ لَن تَمَسَّنَا ٱلنَّارُ إِلَّآ أَيَّامٗا مَّعۡدُودَٰتٖۖ وَغَرَّهُمۡ فِي دِينِهِم مَّا كَانُواْ يَفۡتَرُونَ
Unka yeh tarz-e-amal is wajah se hai ke woh kehte hain “ aatish e dozakh to humein mass (choo) tak na karegi aur agar dozakh ki saza humko milegi bhi to bas chandh roz”. Unke khud saakhta aqeedon ne unko apne deen ke maamle mein badi galat fehmiyon mein daal rakkha hai