Surah Aal-e-Imran Verse 45 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Aal-e-Imranإِذۡ قَالَتِ ٱلۡمَلَـٰٓئِكَةُ يَٰمَرۡيَمُ إِنَّ ٱللَّهَ يُبَشِّرُكِ بِكَلِمَةٖ مِّنۡهُ ٱسۡمُهُ ٱلۡمَسِيحُ عِيسَى ٱبۡنُ مَرۡيَمَ وَجِيهٗا فِي ٱلدُّنۡيَا وَٱلۡأٓخِرَةِ وَمِنَ ٱلۡمُقَرَّبِينَ
Aur jab Farishton ne kaha, “Aey Maryam! Allah tujhey apne ek farmaan ki khush-khabri deta hai, uska naam Maseeh Isa Ibn e Maryam hoga, duniya aur aakhirat mein muazzaz (highly honoured) hoga, Allah ke muqarrab bandon mein shumaar kiya jayega