Surah Al-Ahzab Verse 4 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Ahzabمَّا جَعَلَ ٱللَّهُ لِرَجُلٖ مِّن قَلۡبَيۡنِ فِي جَوۡفِهِۦۚ وَمَا جَعَلَ أَزۡوَٰجَكُمُ ٱلَّـٰٓـِٔي تُظَٰهِرُونَ مِنۡهُنَّ أُمَّهَٰتِكُمۡۚ وَمَا جَعَلَ أَدۡعِيَآءَكُمۡ أَبۡنَآءَكُمۡۚ ذَٰلِكُمۡ قَوۡلُكُم بِأَفۡوَٰهِكُمۡۖ وَٱللَّهُ يَقُولُ ٱلۡحَقَّ وَهُوَ يَهۡدِي ٱلسَّبِيلَ
kisi aadmi ke sine mein Allah ta’ala ne do dil nahi rakhe aur apni jin biwiyo ko tum maa keh baithte ho, unhe Allah ne tumhaari (sach moch ki) maaye nahi banaya aur na tumhaare liye paalak ladko ko (waaqeyi) tumhaare bete banaya hai, ye to tumhaare apne mu ki batein hai, Allah ta’ala haq baath farmaata hai aur wo (sidhi) raah sajaata hai