Surah Al-Ahzab Verse 5 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Ahzabٱدۡعُوهُمۡ لِأٓبَآئِهِمۡ هُوَ أَقۡسَطُ عِندَ ٱللَّهِۚ فَإِن لَّمۡ تَعۡلَمُوٓاْ ءَابَآءَهُمۡ فَإِخۡوَٰنُكُمۡ فِي ٱلدِّينِ وَمَوَٰلِيكُمۡۚ وَلَيۡسَ عَلَيۡكُمۡ جُنَاحٞ فِيمَآ أَخۡطَأۡتُم بِهِۦ وَلَٰكِن مَّا تَعَمَّدَتۡ قُلُوبُكُمۡۚ وَكَانَ ٱللَّهُ غَفُورٗا رَّحِيمًا
le paalko ko un ke (haqiqi) baapu ki taraf nisbath kar ke bulaao, Allah ke nazdik pura insaaf yahi hai, phir agar tumhe un ke (haqiqi) baapu ka ilm hee na ho, to wo tumhaare deeni bhai aur dosth hai, tum se bhol chok mein jo kuch ho jaaye, us mein tum par koyi gunaah nahi, albatta gunaah wo hai jis ka tum iraada dil se karo, Allah ta’ala bada hee baqshne waala meherbaan hai