Surah Fatir Verse 39 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Fatirهُوَ ٱلَّذِي جَعَلَكُمۡ خَلَـٰٓئِفَ فِي ٱلۡأَرۡضِۚ فَمَن كَفَرَ فَعَلَيۡهِ كُفۡرُهُۥۖ وَلَا يَزِيدُ ٱلۡكَٰفِرِينَ كُفۡرُهُمۡ عِندَ رَبِّهِمۡ إِلَّا مَقۡتٗاۖ وَلَا يَزِيدُ ٱلۡكَٰفِرِينَ كُفۡرُهُمۡ إِلَّا خَسَارٗا
wahi aisa hai jis ne tum ko zameen mein abaadh kiya, so jo shaqs kufr karega us ke kufr ka wabaal osi par padega aur kaafiro ke liye un ka kufr un ke parvardigaar ke nazdeek na raazi hee badne ka baayes hota hai aur kaafiro ke liye un ka kufr qasaara hee badne ka baayes hota hai