Surah Fatir Verse 40 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Fatirقُلۡ أَرَءَيۡتُمۡ شُرَكَآءَكُمُ ٱلَّذِينَ تَدۡعُونَ مِن دُونِ ٱللَّهِ أَرُونِي مَاذَا خَلَقُواْ مِنَ ٱلۡأَرۡضِ أَمۡ لَهُمۡ شِرۡكٞ فِي ٱلسَّمَٰوَٰتِ أَمۡ ءَاتَيۡنَٰهُمۡ كِتَٰبٗا فَهُمۡ عَلَىٰ بَيِّنَتٖ مِّنۡهُۚ بَلۡ إِن يَعِدُ ٱلظَّـٰلِمُونَ بَعۡضُهُم بَعۡضًا إِلَّا غُرُورًا
aap kahiye! ke tum apne qaraar daath shariko ka haal to batlaao, jin ko tum Allah ke siva puja karte ho, yaani mujh ko ye bath-laao ke unhone zameen mein se kaun sa (juz) banaaya hai, ya un ka asmaano mein kuch saajha hai, ya hum ne un ko koyi kitaab di hai ke ye us ki daleel par qaayam ho, balke ye zaalim ek dosre se nare4dhoke ki baatho ka waada karte aate hai