Surah Fatir Verse 41 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Fatir۞إِنَّ ٱللَّهَ يُمۡسِكُ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلۡأَرۡضَ أَن تَزُولَاۚ وَلَئِن زَالَتَآ إِنۡ أَمۡسَكَهُمَا مِنۡ أَحَدٖ مِّنۢ بَعۡدِهِۦٓۚ إِنَّهُۥ كَانَ حَلِيمًا غَفُورٗا
yaqini baath hai ke Allah ta’ala asmaano aur zameen ko thaame hoye hai ke wo tal na jaaye aur agar wo tal jaaye to phir Allah ke siva aur koyi un ko thaam bhi nahi sakta, wo haleem ghafoor hai