Surah Fatir Verse 42 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Fatirوَأَقۡسَمُواْ بِٱللَّهِ جَهۡدَ أَيۡمَٰنِهِمۡ لَئِن جَآءَهُمۡ نَذِيرٞ لَّيَكُونُنَّ أَهۡدَىٰ مِنۡ إِحۡدَى ٱلۡأُمَمِۖ فَلَمَّا جَآءَهُمۡ نَذِيرٞ مَّا زَادَهُمۡ إِلَّا نُفُورًا
aur un kuffaar ne badi zoor daar qasam khaayi thi, ke agar un ke paas koyi daraane waala aaye to wo har ek ummath se zyaada hidaayath qubool karne waale honge, phir jab un ke paas ek paighambar aa pahonche to, bas un ki nafrath hee mein izaafa hoa