Surah Fatir Verse 44 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Fatirأَوَلَمۡ يَسِيرُواْ فِي ٱلۡأَرۡضِ فَيَنظُرُواْ كَيۡفَ كَانَ عَٰقِبَةُ ٱلَّذِينَ مِن قَبۡلِهِمۡ وَكَانُوٓاْ أَشَدَّ مِنۡهُمۡ قُوَّةٗۚ وَمَا كَانَ ٱللَّهُ لِيُعۡجِزَهُۥ مِن شَيۡءٖ فِي ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَلَا فِي ٱلۡأَرۡضِۚ إِنَّهُۥ كَانَ عَلِيمٗا قَدِيرٗا
aur kya ye log zameen mein chale phire nahi, jis mein dekhte bhaalte ke jo log un se pehle ho guzre hai un ka anjaam kya hao, halaan ke wo khuwwath mein un se bade hoye thein aur Allah aisa nahi hai ke koyi cheez us ko hara de, na asmaano mein aur na zameen mein, wo bade ilm wala badi khudrath waala hai