Surah Fatir Verse 45 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Fatirوَلَوۡ يُؤَاخِذُ ٱللَّهُ ٱلنَّاسَ بِمَا كَسَبُواْ مَا تَرَكَ عَلَىٰ ظَهۡرِهَا مِن دَآبَّةٖ وَلَٰكِن يُؤَخِّرُهُمۡ إِلَىٰٓ أَجَلٖ مُّسَمّٗىۖ فَإِذَا جَآءَ أَجَلُهُمۡ فَإِنَّ ٱللَّهَ كَانَ بِعِبَادِهِۦ بَصِيرَۢا
aur agar Allah ta’ala logo par un ke amaal ke sabab daaro-geer5 farmaane lagta to, roye zameen par ek jaandaar ko na chohd ta, lekin Allah ta’ala un ko ek miyaadh mu’ayyan tak muhallath de raha hai, so jab un ki wo miyaadh aa pahonchegi, Allah ta’ala apne bandho ko aap dekh lega