Surah Fatir Verse 45 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Fatirوَلَوۡ يُؤَاخِذُ ٱللَّهُ ٱلنَّاسَ بِمَا كَسَبُواْ مَا تَرَكَ عَلَىٰ ظَهۡرِهَا مِن دَآبَّةٖ وَلَٰكِن يُؤَخِّرُهُمۡ إِلَىٰٓ أَجَلٖ مُّسَمّٗىۖ فَإِذَا جَآءَ أَجَلُهُمۡ فَإِنَّ ٱللَّهَ كَانَ بِعِبَادِهِۦ بَصِيرَۢا
Agar kahin woh logon ko unke kiye kartooton par pakadta to zameen par kisi mutanaffis (living creature) ko jeeta (zinda) na chodhta. Magar woh unhein ek muqarrar waqt tak ke liye mohlat de raha hai, phir jab unka waqt aan poora hoga to Allah apne bandon ko dekh lega