Surah Fatir Verse 8 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Fatirأَفَمَن زُيِّنَ لَهُۥ سُوٓءُ عَمَلِهِۦ فَرَءَاهُ حَسَنٗاۖ فَإِنَّ ٱللَّهَ يُضِلُّ مَن يَشَآءُ وَيَهۡدِي مَن يَشَآءُۖ فَلَا تَذۡهَبۡ نَفۡسُكَ عَلَيۡهِمۡ حَسَرَٰتٍۚ إِنَّ ٱللَّهَ عَلِيمُۢ بِمَا يَصۡنَعُونَ
kya pas wo shaqs jis ke liye us ke bure amaal muzayyan kar diye gaye hai, pas wo unhe accha samajhta hai (kya wo hidaayath yaafta shaqs jaisa hai), (yaqeen maano) ke Allah jise chaahe gumraah karta hai aur jise chaahe raahe raasth dikhaata hai, pas aap ko un par gham kha kha kar apni jaan halaakath mein na daalni chahiye, ye jo kuch kar rahe hai, us se yaqinan Allah ta’ala ba-qoobi waaqif hai