Surah Fatir Verse 9 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Fatirوَٱللَّهُ ٱلَّذِيٓ أَرۡسَلَ ٱلرِّيَٰحَ فَتُثِيرُ سَحَابٗا فَسُقۡنَٰهُ إِلَىٰ بَلَدٖ مَّيِّتٖ فَأَحۡيَيۡنَا بِهِ ٱلۡأَرۡضَ بَعۡدَ مَوۡتِهَاۚ كَذَٰلِكَ ٱلنُّشُورُ
aur Allah hee hawaaye chalaata hai, jo baadhlo ko uthaati hai, phir hum baadhlo ko khushk zameen ki taraf le jaate hai aur us se us zameen ko us ki mauth ke baadh zinda kar dete hai, isi tarah dobara ji uthna (bhi) hai