Surah Fatir Verse 10 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Fatirمَن كَانَ يُرِيدُ ٱلۡعِزَّةَ فَلِلَّهِ ٱلۡعِزَّةُ جَمِيعًاۚ إِلَيۡهِ يَصۡعَدُ ٱلۡكَلِمُ ٱلطَّيِّبُ وَٱلۡعَمَلُ ٱلصَّـٰلِحُ يَرۡفَعُهُۥۚ وَٱلَّذِينَ يَمۡكُرُونَ ٱلسَّيِّـَٔاتِ لَهُمۡ عَذَابٞ شَدِيدٞۖ وَمَكۡرُ أُوْلَـٰٓئِكَ هُوَ يَبُورُ
jo shaqs izzath haasil karna chaahta ho, to Allah ta’ala hee ki saari izzath hai, tamaam tar sutre kalimaath osi ki taraf chadte hai aur nek amal un ko bulandh karta hai, jo log buraaiyo ke dau ghaath mein lage rehte hai, un ke liye saqth tar azaab hai aur un ka ye makar barbaadh ho jayega