Surah Az-Zumar Verse 21 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Az-Zumarأَلَمۡ تَرَ أَنَّ ٱللَّهَ أَنزَلَ مِنَ ٱلسَّمَآءِ مَآءٗ فَسَلَكَهُۥ يَنَٰبِيعَ فِي ٱلۡأَرۡضِ ثُمَّ يُخۡرِجُ بِهِۦ زَرۡعٗا مُّخۡتَلِفًا أَلۡوَٰنُهُۥ ثُمَّ يَهِيجُ فَتَرَىٰهُ مُصۡفَرّٗا ثُمَّ يَجۡعَلُهُۥ حُطَٰمًاۚ إِنَّ فِي ذَٰلِكَ لَذِكۡرَىٰ لِأُوْلِي ٱلۡأَلۡبَٰبِ
kya aap ne nahi dekha ke Allah ta’ala asmaan se paani utaarta hai aur ose zameen ki sutho mein pahonchaata hai, phir osi ke zariye se muqtalif qism ki khetiyaa ugaata hai, phir wo khushk ho jaati hai aur aap unhe zardh rang dekhte hai, phir unhe reza reza kar deta hai, us mein aqal mandho ke liye bahuth zyaada nasihath hai