Surah Az-Zumar Verse 22 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Az-Zumarأَفَمَن شَرَحَ ٱللَّهُ صَدۡرَهُۥ لِلۡإِسۡلَٰمِ فَهُوَ عَلَىٰ نُورٖ مِّن رَّبِّهِۦۚ فَوَيۡلٞ لِّلۡقَٰسِيَةِ قُلُوبُهُم مِّن ذِكۡرِ ٱللَّهِۚ أُوْلَـٰٓئِكَ فِي ضَلَٰلٖ مُّبِينٍ
kya wo shaqs jis ka seena Allah ta’ala ne Islaam ke liye khol diya hai, pas wo apne parvardigaar ki taraf se ek noor par hai aur halaaki hai un par jin ke dil yaade ilaahi se (asar nahi lete balke) saqth ho gaye hai, ye log sarih gumraahi mein (mubtela) hai