Surah Az-Zumar Verse 29 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Az-Zumarضَرَبَ ٱللَّهُ مَثَلٗا رَّجُلٗا فِيهِ شُرَكَآءُ مُتَشَٰكِسُونَ وَرَجُلٗا سَلَمٗا لِّرَجُلٍ هَلۡ يَسۡتَوِيَانِ مَثَلًاۚ ٱلۡحَمۡدُ لِلَّهِۚ بَلۡ أَكۡثَرُهُمۡ لَا يَعۡلَمُونَ
Allah ek misaal deta hai ek shaks to woh hai jiski milkiyat mein bahut se kaj khulq (several quarrelsome masters) aaqaa shareek hain jo usey apni apni taraf khinchte hain aur dusra shaks poora ka poora ek hi aaqaa ka gulaam hai. Kya in dono ka haal yaksan ho sakta hai? Alhamdulillah, magar aksar log nadaani mein padey huye hain