Surah Az-Zumar Verse 29 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Az-Zumarضَرَبَ ٱللَّهُ مَثَلٗا رَّجُلٗا فِيهِ شُرَكَآءُ مُتَشَٰكِسُونَ وَرَجُلٗا سَلَمٗا لِّرَجُلٍ هَلۡ يَسۡتَوِيَانِ مَثَلًاۚ ٱلۡحَمۡدُ لِلَّهِۚ بَلۡ أَكۡثَرُهُمۡ لَا يَعۡلَمُونَ
Allah ta’ala misaal bayaan farma raha hai, ek wo shaqs jis mein bahuth se baaham zidh rakhne waale saajhi hai aur dosra wo shaqs, jo sirf ek hee ka ghulaam hai, kya ye duno sifath mein yeksa hai, Allah ta’ala hee ke liye sab tareefe hai, baath ye hai ke un mein se aksar log samajhte nahi