Surah Az-Zumar Verse 49 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Az-Zumarفَإِذَا مَسَّ ٱلۡإِنسَٰنَ ضُرّٞ دَعَانَا ثُمَّ إِذَا خَوَّلۡنَٰهُ نِعۡمَةٗ مِّنَّا قَالَ إِنَّمَآ أُوتِيتُهُۥ عَلَىٰ عِلۡمِۭۚ بَلۡ هِيَ فِتۡنَةٞ وَلَٰكِنَّ أَكۡثَرَهُمۡ لَا يَعۡلَمُونَ
Yahi Insaan jab zara si museebat isey choo jaati hai to humein pukarta hai, aur jab hum isey apni taraf se niyamat de kar aphar dete (favour from us) hain to kehta hai ke yeh to muhey ilm ki bina par diya gaya hai. Nahin! balke yeh aazmiash hai, magar in mein se aksar log jaante nahin hain