Surah Az-Zumar Verse 49 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Az-Zumarفَإِذَا مَسَّ ٱلۡإِنسَٰنَ ضُرّٞ دَعَانَا ثُمَّ إِذَا خَوَّلۡنَٰهُ نِعۡمَةٗ مِّنَّا قَالَ إِنَّمَآ أُوتِيتُهُۥ عَلَىٰ عِلۡمِۭۚ بَلۡ هِيَ فِتۡنَةٞ وَلَٰكِنَّ أَكۡثَرَهُمۡ لَا يَعۡلَمُونَ
insaan ko jab koyi takleef pahonchti hai to hamein pukaarne lagta hai, phir jab hum ose apni taraf se koyi nemath ata farmade to kehne lagta hai ke, ise to main mahez apne ilm ki wajeh se diya gaya hoon, balke ye azmaayesh hai, lekin un mein aksar log be ilm hai