Surah Az-Zumar Verse 5 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Az-Zumarخَلَقَ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلۡأَرۡضَ بِٱلۡحَقِّۖ يُكَوِّرُ ٱلَّيۡلَ عَلَى ٱلنَّهَارِ وَيُكَوِّرُ ٱلنَّهَارَ عَلَى ٱلَّيۡلِۖ وَسَخَّرَ ٱلشَّمۡسَ وَٱلۡقَمَرَۖ كُلّٞ يَجۡرِي لِأَجَلٖ مُّسَمًّىۗ أَلَا هُوَ ٱلۡعَزِيزُ ٱلۡغَفَّـٰرُ
Usne aasmano aur zameen ko barhaqq paida kiya hai. Wahi din par raat aur raat par din ko lapeit-ta hai.Usi ne Suraj aur Chand ko is tarah musakkhar kar rakkha hai ke har ek ek waqt e muqarrar tak chale ja raha hai. Jaan rakkho, woh zabardast hai aur darguzar karne wala hai