Surah Az-Zumar Verse 5 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Az-Zumarخَلَقَ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلۡأَرۡضَ بِٱلۡحَقِّۖ يُكَوِّرُ ٱلَّيۡلَ عَلَى ٱلنَّهَارِ وَيُكَوِّرُ ٱلنَّهَارَ عَلَى ٱلَّيۡلِۖ وَسَخَّرَ ٱلشَّمۡسَ وَٱلۡقَمَرَۖ كُلّٞ يَجۡرِي لِأَجَلٖ مُّسَمًّىۗ أَلَا هُوَ ٱلۡعَزِيزُ ٱلۡغَفَّـٰرُ
nihaayath acchi tadhbeer se, us ne asmaano aur zameen ko banaya, wo raath ko din par aur din ko raath par lapet deta hai aur us ne suraj chaand ko kaam par laga rakha hai, har ek muqarrara muddath tak chal raha hai, yaqeen maano ke wahi zabardasth aur gunaaho ka bnaqshne waala hai