Surah Az-Zumar Verse 6 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Az-Zumarخَلَقَكُم مِّن نَّفۡسٖ وَٰحِدَةٖ ثُمَّ جَعَلَ مِنۡهَا زَوۡجَهَا وَأَنزَلَ لَكُم مِّنَ ٱلۡأَنۡعَٰمِ ثَمَٰنِيَةَ أَزۡوَٰجٖۚ يَخۡلُقُكُمۡ فِي بُطُونِ أُمَّهَٰتِكُمۡ خَلۡقٗا مِّنۢ بَعۡدِ خَلۡقٖ فِي ظُلُمَٰتٖ ثَلَٰثٖۚ ذَٰلِكُمُ ٱللَّهُ رَبُّكُمۡ لَهُ ٱلۡمُلۡكُۖ لَآ إِلَٰهَ إِلَّا هُوَۖ فَأَنَّىٰ تُصۡرَفُونَ
us ne tum sab ko ek hee jaan se paida kiya hai, phir osi se us ka joda paida kiya aur tumhaare liye, chau paayo mein se (aat nar wa maada) utaare, wo tumhe tumhaari maao ke peto mein ek banaawat ke baadh dosri banaawat par banaata hai, teen teen andhero mein, yahi Allah ta’ala tumhaara rab hai, osi ke liye badshaahath hai, us ke siva koyi maboodh nahi, phir tum kaha bahek rahe ho