Surah Ghafir Verse 82 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Ghafirأَفَلَمۡ يَسِيرُواْ فِي ٱلۡأَرۡضِ فَيَنظُرُواْ كَيۡفَ كَانَ عَٰقِبَةُ ٱلَّذِينَ مِن قَبۡلِهِمۡۚ كَانُوٓاْ أَكۡثَرَ مِنۡهُمۡ وَأَشَدَّ قُوَّةٗ وَءَاثَارٗا فِي ٱلۡأَرۡضِ فَمَآ أَغۡنَىٰ عَنۡهُم مَّا كَانُواْ يَكۡسِبُونَ
Phir kya yeh zameen mein chaley phirey nahin hain ke inko un logon ka anjaam nazar aata jo insey pehle guzar chuke hain? Woh insey taadaad mein zyada thay, inse badhkar taaqatwar thay, aur zameen mein insey zyada shaandaar aasaar chodh gaye hain.Jo kuch kamayi unhon ne ki thi aakhir woh unke kisi kaam aayi