Surah Ghafir Verse 83 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Ghafirفَلَمَّا جَآءَتۡهُمۡ رُسُلُهُم بِٱلۡبَيِّنَٰتِ فَرِحُواْ بِمَا عِندَهُم مِّنَ ٱلۡعِلۡمِ وَحَاقَ بِهِم مَّا كَانُواْ بِهِۦ يَسۡتَهۡزِءُونَ
Jab unke Rasool unke paas bayyinaat (clear proofs) lekar aaye to woh usi ilm mein magan rahey jo unke apne paas tha, aur phir usi cheez ke phair mein aa gaye jiska woh mazak udate thay