Surah Al-Fath Verse 17 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi
Surah Al-Fathلَّيۡسَ عَلَى ٱلۡأَعۡمَىٰ حَرَجٞ وَلَا عَلَى ٱلۡأَعۡرَجِ حَرَجٞ وَلَا عَلَى ٱلۡمَرِيضِ حَرَجٞۗ وَمَن يُطِعِ ٱللَّهَ وَرَسُولَهُۥ يُدۡخِلۡهُ جَنَّـٰتٖ تَجۡرِي مِن تَحۡتِهَا ٱلۡأَنۡهَٰرُۖ وَمَن يَتَوَلَّ يُعَذِّبۡهُ عَذَابًا أَلِيمٗا
Andhay per koi harj nahi hai aur na langray per koi harj hai aur na beemar per koi harj hai’ jo koi Allah aur uss kay rasool ki farmabardaari keray ussay Allah aisi jannaton mein dakhil keray ga jiss kay (darkhton) talay nehren jaari hain aur jo min pher ley ussay dard-naak azab (ki saza) dey ga