Surah Al-Fath Verse 17 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Fathلَّيۡسَ عَلَى ٱلۡأَعۡمَىٰ حَرَجٞ وَلَا عَلَى ٱلۡأَعۡرَجِ حَرَجٞ وَلَا عَلَى ٱلۡمَرِيضِ حَرَجٞۗ وَمَن يُطِعِ ٱللَّهَ وَرَسُولَهُۥ يُدۡخِلۡهُ جَنَّـٰتٖ تَجۡرِي مِن تَحۡتِهَا ٱلۡأَنۡهَٰرُۖ وَمَن يَتَوَلَّ يُعَذِّبۡهُ عَذَابًا أَلِيمٗا
Agar andha aur langda aur mareez jihad ke liye na aaye to koi haraj nahin. Jo koi Allah aur uske Rasool ki itaat karega Allah usey un jannaton mein dakhil karega jinke nichey nehrein beh rahi hongi, aur jo mooh pherega usey woh dardnaak azaab dega”