Surah Al-Fath Verse 17 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Fathلَّيۡسَ عَلَى ٱلۡأَعۡمَىٰ حَرَجٞ وَلَا عَلَى ٱلۡأَعۡرَجِ حَرَجٞ وَلَا عَلَى ٱلۡمَرِيضِ حَرَجٞۗ وَمَن يُطِعِ ٱللَّهَ وَرَسُولَهُۥ يُدۡخِلۡهُ جَنَّـٰتٖ تَجۡرِي مِن تَحۡتِهَا ٱلۡأَنۡهَٰرُۖ وَمَن يَتَوَلَّ يُعَذِّبۡهُ عَذَابًا أَلِيمٗا
andhe par koyi harj nahi hai aur na langde par koyi harj hai aur na bimaar par koyi harj hai, jo koyi Allah aur us ke Rasool(sallallahu alaihi wasallam) ki farma bardaari kare, ose Allah aisi jannato mein dakhil karega, jis ke (daraqto) ta le nehre jaari hai aur jo mu pher le, ose dardnaak azaab (ki saza) de ga