Surah Al-Fath Verse 27 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Fathلَّقَدۡ صَدَقَ ٱللَّهُ رَسُولَهُ ٱلرُّءۡيَا بِٱلۡحَقِّۖ لَتَدۡخُلُنَّ ٱلۡمَسۡجِدَ ٱلۡحَرَامَ إِن شَآءَ ٱللَّهُ ءَامِنِينَ مُحَلِّقِينَ رُءُوسَكُمۡ وَمُقَصِّرِينَ لَا تَخَافُونَۖ فَعَلِمَ مَا لَمۡ تَعۡلَمُواْ فَجَعَلَ مِن دُونِ ذَٰلِكَ فَتۡحٗا قَرِيبًا
yaqinan Allah ta’ala ne apne Rasool(sallallahu alaihi wasallam) ko qaab saccha dikhaaya ke InshaAllah tum yaqinan pure aman wa amaan ke saath masjid haraam mein daakhil hoge, sar mondawaate hoye aur sar ke baal katar waate hoye (chayn ke saath) niddar ho kar, wo un umoor ko jaanta hai jinhe tum nahi jaante, pas us ne is se pehle ek nazdeek ki fateh tumhe mayassar ki