Surah Al-Fath Verse 26 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Fathإِذۡ جَعَلَ ٱلَّذِينَ كَفَرُواْ فِي قُلُوبِهِمُ ٱلۡحَمِيَّةَ حَمِيَّةَ ٱلۡجَٰهِلِيَّةِ فَأَنزَلَ ٱللَّهُ سَكِينَتَهُۥ عَلَىٰ رَسُولِهِۦ وَعَلَى ٱلۡمُؤۡمِنِينَ وَأَلۡزَمَهُمۡ كَلِمَةَ ٱلتَّقۡوَىٰ وَكَانُوٓاْ أَحَقَّ بِهَا وَأَهۡلَهَاۚ وَكَانَ ٱللَّهُ بِكُلِّ شَيۡءٍ عَلِيمٗا
jab ke un kaafiro ne apne dilo mein hamiyyath ko jageh di aur hamiyyath1 bhi jaheliyath ki, so Allah ta’ala ne apne rasool par momineen par apni taraf se taskeen naazil farmaayi aur Allah ta’ala ne musalaano ko taqwe ki baath par jamaaye rakha aur wo us ke ahal aur zyaada mustaheq thein aur Allah ta’ala har cheez ko qoob jaanta hai