Surah Al-Fath Verse 26 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi
Surah Al-Fathإِذۡ جَعَلَ ٱلَّذِينَ كَفَرُواْ فِي قُلُوبِهِمُ ٱلۡحَمِيَّةَ حَمِيَّةَ ٱلۡجَٰهِلِيَّةِ فَأَنزَلَ ٱللَّهُ سَكِينَتَهُۥ عَلَىٰ رَسُولِهِۦ وَعَلَى ٱلۡمُؤۡمِنِينَ وَأَلۡزَمَهُمۡ كَلِمَةَ ٱلتَّقۡوَىٰ وَكَانُوٓاْ أَحَقَّ بِهَا وَأَهۡلَهَاۚ وَكَانَ ٱللَّهُ بِكُلِّ شَيۡءٍ عَلِيمٗا
Jabkay inn kafiron ney apnay dilon mein hamiyat ko jagah di aur hamiyat bhi jaheeliyat ki so Allah Taalaa ney apnay rasool per aur momineen per apni taraf say taskeen nazil farmaee aur Allah Taalaa ney musalmano ko takway ki baat per jamaye rakha aur woh iss kay ehal aur ziyadah mustahiq thay aur Allah Taalaa her cheez ko khoob jaanta hai