Surah Al-Hujraat Verse 11 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Hujraatيَـٰٓأَيُّهَا ٱلَّذِينَ ءَامَنُواْ لَا يَسۡخَرۡ قَوۡمٞ مِّن قَوۡمٍ عَسَىٰٓ أَن يَكُونُواْ خَيۡرٗا مِّنۡهُمۡ وَلَا نِسَآءٞ مِّن نِّسَآءٍ عَسَىٰٓ أَن يَكُنَّ خَيۡرٗا مِّنۡهُنَّۖ وَلَا تَلۡمِزُوٓاْ أَنفُسَكُمۡ وَلَا تَنَابَزُواْ بِٱلۡأَلۡقَٰبِۖ بِئۡسَ ٱلِٱسۡمُ ٱلۡفُسُوقُ بَعۡدَ ٱلۡإِيمَٰنِۚ وَمَن لَّمۡ يَتُبۡ فَأُوْلَـٰٓئِكَ هُمُ ٱلظَّـٰلِمُونَ
aye imaan waalo! mard dosre mardo ka mazaaq na udaaye, mumkin hai ke ye un se behtar ho aur na aurte aurto ka mazaaq udaaye, mumkin hai ke ye un se behtar ho, aur aapas mein ek dosre ko aib na lagaao aur na kisi ko bure laqab do, imaan ke baadh fisq bura naam hai aur jo tauba na kare wahi zaalim log hai