Surah Al-Hujraat Verse 12 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Hujraatيَـٰٓأَيُّهَا ٱلَّذِينَ ءَامَنُواْ ٱجۡتَنِبُواْ كَثِيرٗا مِّنَ ٱلظَّنِّ إِنَّ بَعۡضَ ٱلظَّنِّ إِثۡمٞۖ وَلَا تَجَسَّسُواْ وَلَا يَغۡتَب بَّعۡضُكُم بَعۡضًاۚ أَيُحِبُّ أَحَدُكُمۡ أَن يَأۡكُلَ لَحۡمَ أَخِيهِ مَيۡتٗا فَكَرِهۡتُمُوهُۚ وَٱتَّقُواْ ٱللَّهَۚ إِنَّ ٱللَّهَ تَوَّابٞ رَّحِيمٞ
aye imaan waalo! bahuth badh gumaaniyo se bacho, yaqeen maano ke baaz badh gumaaniya gunaah hai aur bhedh na tatola karo aur na tum mein se koyi kisi ki ghibath kare, kya tum mein se koyi bhi apne murda bhai ka gosht khaana pasand karta hai? tum ko us se ghin aayegi aur Allah se darte raho, beshak Allah tauba qubool karne waala meherbaan hai