Surah Al-Maeda Verse 101 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Maedaيَـٰٓأَيُّهَا ٱلَّذِينَ ءَامَنُواْ لَا تَسۡـَٔلُواْ عَنۡ أَشۡيَآءَ إِن تُبۡدَ لَكُمۡ تَسُؤۡكُمۡ وَإِن تَسۡـَٔلُواْ عَنۡهَا حِينَ يُنَزَّلُ ٱلۡقُرۡءَانُ تُبۡدَ لَكُمۡ عَفَا ٱللَّهُ عَنۡهَاۗ وَٱللَّهُ غَفُورٌ حَلِيمٞ
ae imaan waalo! aisi baatein math pucho ke agar tum par zaaher kardi jaaye to tumhe na-gawaar ho aur agar tum zamaana nuzol-e-Qur’aan mein un baatho ko puchoge to tum par zaaher kaardi jayengi, sawalaath guzishta Allah ne maaf kar diye aur Allah badi maghfirath waala bade ilm waala hai