Surah Al-Maeda Verse 11 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Maedaيَـٰٓأَيُّهَا ٱلَّذِينَ ءَامَنُواْ ٱذۡكُرُواْ نِعۡمَتَ ٱللَّهِ عَلَيۡكُمۡ إِذۡ هَمَّ قَوۡمٌ أَن يَبۡسُطُوٓاْ إِلَيۡكُمۡ أَيۡدِيَهُمۡ فَكَفَّ أَيۡدِيَهُمۡ عَنكُمۡۖ وَٱتَّقُواْ ٱللَّهَۚ وَعَلَى ٱللَّهِ فَلۡيَتَوَكَّلِ ٱلۡمُؤۡمِنُونَ
Aey logon jo iman laye ho, Allah ke us ehsan ko yaad karo jo usne (abhi haal mein) tumpar kiya hai, jabke ek giroh ne tumpar dast darazi (stretch their hands against you) ka irada karliya tha, magar Allah ne unke haath tumpar uthne se roak diye, Allah se darr kar kaam karte raho, iman rakhne walon ko Allah hi par bharosa karna chahiye