Surah Al-Maeda Verse 27 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Maeda۞وَٱتۡلُ عَلَيۡهِمۡ نَبَأَ ٱبۡنَيۡ ءَادَمَ بِٱلۡحَقِّ إِذۡ قَرَّبَا قُرۡبَانٗا فَتُقُبِّلَ مِنۡ أَحَدِهِمَا وَلَمۡ يُتَقَبَّلۡ مِنَ ٱلۡأٓخَرِ قَالَ لَأَقۡتُلَنَّكَۖ قَالَ إِنَّمَا يَتَقَبَّلُ ٱللَّهُ مِنَ ٱلۡمُتَّقِينَ
Aur zara inhein Adam ke do beton ka qissa bhi be kam-o-kaasht suna do jab un dono ne qurbani ki, to un mein se ek ki qurbani qabool ki gayi aur dusre ki na ki gayi , usne kaha “ main tujhey maar dalunga” Usne jawab diya “Allah to muttaqiyon hi ki nazarein(offerings) qabool karta hai