Surah Al-Maeda Verse 27 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Maeda۞وَٱتۡلُ عَلَيۡهِمۡ نَبَأَ ٱبۡنَيۡ ءَادَمَ بِٱلۡحَقِّ إِذۡ قَرَّبَا قُرۡبَانٗا فَتُقُبِّلَ مِنۡ أَحَدِهِمَا وَلَمۡ يُتَقَبَّلۡ مِنَ ٱلۡأٓخَرِ قَالَ لَأَقۡتُلَنَّكَۖ قَالَ إِنَّمَا يَتَقَبَّلُ ٱللَّهُ مِنَ ٱلۡمُتَّقِينَ
aadam(alaihissalam)ke duno beto ka khara khara haal bhi unhe suna do,un duno ne ek nazraana pesh kiya,un mein se ek ki nazar tuh qubol ho gai aur dosre ki maqbol na hoi,tuh wo kehne laga ke main tujhe maar hee dalonga,us ne kaha Allah tala taqwa walo ka hee amal qubol karta hai