Surah Al-Maeda Verse 31 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Maedaفَبَعَثَ ٱللَّهُ غُرَابٗا يَبۡحَثُ فِي ٱلۡأَرۡضِ لِيُرِيَهُۥ كَيۡفَ يُوَٰرِي سَوۡءَةَ أَخِيهِۚ قَالَ يَٰوَيۡلَتَىٰٓ أَعَجَزۡتُ أَنۡ أَكُونَ مِثۡلَ هَٰذَا ٱلۡغُرَابِ فَأُوَٰرِيَ سَوۡءَةَ أَخِيۖ فَأَصۡبَحَ مِنَ ٱلنَّـٰدِمِينَ
Phir Allah ne ek kawwa (crow) bheja jo zameen khodne laga taa-ke usey bataye ke apne bhai ki laash kaise chupaye. Yeh dekh kar woh bola afsos mujhpar ! main is kawwe jaisa bhi na ho saka ke apne bhai ki laash chupane ki tadbeer nikal leta, iske baad woh apne kiye par bahut pachtaya