Surah Al-Maeda Verse 31 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Maedaفَبَعَثَ ٱللَّهُ غُرَابٗا يَبۡحَثُ فِي ٱلۡأَرۡضِ لِيُرِيَهُۥ كَيۡفَ يُوَٰرِي سَوۡءَةَ أَخِيهِۚ قَالَ يَٰوَيۡلَتَىٰٓ أَعَجَزۡتُ أَنۡ أَكُونَ مِثۡلَ هَٰذَا ٱلۡغُرَابِ فَأُوَٰرِيَ سَوۡءَةَ أَخِيۖ فَأَصۡبَحَ مِنَ ٱلنَّـٰدِمِينَ
phir Allah tala ne ek kawwe ko bheja jo zamin khod raha tha,ta ke ose dikhae ke wo kis tarah apne bhai ki naash ko chupa de,wo kehne laga, hay afsoos! kya main aisa karne se bhi gaya guzra ho gaya ke us kawwe ki tarah apne bhai ki lash ko dafna deta? phir to (bada hee) pasheman aur sharminda ho gaya