Surah Al-Maeda Verse 33 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Maedaإِنَّمَا جَزَـٰٓؤُاْ ٱلَّذِينَ يُحَارِبُونَ ٱللَّهَ وَرَسُولَهُۥ وَيَسۡعَوۡنَ فِي ٱلۡأَرۡضِ فَسَادًا أَن يُقَتَّلُوٓاْ أَوۡ يُصَلَّبُوٓاْ أَوۡ تُقَطَّعَ أَيۡدِيهِمۡ وَأَرۡجُلُهُم مِّنۡ خِلَٰفٍ أَوۡ يُنفَوۡاْ مِنَ ٱلۡأَرۡضِۚ ذَٰلِكَ لَهُمۡ خِزۡيٞ فِي ٱلدُّنۡيَاۖ وَلَهُمۡ فِي ٱلۡأٓخِرَةِ عَذَابٌ عَظِيمٌ
Jo log Allah aur uske Rasool se ladte hain aur zameen mein is liye tag-o-dou karte phirte hain ke fasaad(mischeif) barpa karein unki saza yeh hai ke qatal kiye jayein , ya suli par chadhaye jayein, ya unke haath aur paaon mukhalif simton se kaat daley jayein, ya woh jila watan(banished from the land) kardiye jayein. Yeh zillat o ruswayi to unke liye duniya mein hai aur aakhirat mein unke liye issey badi saza hai