Surah Al-Maeda Verse 33 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Maedaإِنَّمَا جَزَـٰٓؤُاْ ٱلَّذِينَ يُحَارِبُونَ ٱللَّهَ وَرَسُولَهُۥ وَيَسۡعَوۡنَ فِي ٱلۡأَرۡضِ فَسَادًا أَن يُقَتَّلُوٓاْ أَوۡ يُصَلَّبُوٓاْ أَوۡ تُقَطَّعَ أَيۡدِيهِمۡ وَأَرۡجُلُهُم مِّنۡ خِلَٰفٍ أَوۡ يُنفَوۡاْ مِنَ ٱلۡأَرۡضِۚ ذَٰلِكَ لَهُمۡ خِزۡيٞ فِي ٱلدُّنۡيَاۖ وَلَهُمۡ فِي ٱلۡأٓخِرَةِ عَذَابٌ عَظِيمٌ
un ki saza jo Allah tala se aur us ke rasulo se lade aur zamin mein fasad karte phire, yahi hai ke wo qatl kar diye jae ya soli chada diye jae,ya muqalif janib se un ke hath pao kat diye jae,ya unhe jilawatan kar diya jae,ye tuh hoyi un ki dunyawi zillath aur qaari aur aqirath mein un ke liye bada bhari azaab hai