Surah Al-Maeda Verse 36 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Maedaإِنَّ ٱلَّذِينَ كَفَرُواْ لَوۡ أَنَّ لَهُم مَّا فِي ٱلۡأَرۡضِ جَمِيعٗا وَمِثۡلَهُۥ مَعَهُۥ لِيَفۡتَدُواْ بِهِۦ مِنۡ عَذَابِ يَوۡمِ ٱلۡقِيَٰمَةِ مَا تُقُبِّلَ مِنۡهُمۡۖ وَلَهُمۡ عَذَابٌ أَلِيمٞ
Khoob jaan lo ke jin logon ne kufr ka rawayya ikhtiyar kiya hai, agar unke qabze mein saari zameen ki daulat ho aur itni hi aur iske saath aur woh chahein ke isey fidiye(badlay/expiation) mein de kar roz e qayamat ke azaab se bach jayein, tab bhi woh unse qabool na ki jayegi aur unhein dardnaak saza milkar rahegi