Surah Al-Maeda Verse 36 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Maedaإِنَّ ٱلَّذِينَ كَفَرُواْ لَوۡ أَنَّ لَهُم مَّا فِي ٱلۡأَرۡضِ جَمِيعٗا وَمِثۡلَهُۥ مَعَهُۥ لِيَفۡتَدُواْ بِهِۦ مِنۡ عَذَابِ يَوۡمِ ٱلۡقِيَٰمَةِ مَا تُقُبِّلَ مِنۡهُمۡۖ وَلَهُمۡ عَذَابٌ أَلِيمٞ
yaqin mano ke kafiro ke liye agar wo sub kuch ho, jo sari zamin mein hai balke osi ke misl aur bhi ho aur wo us sub ko qayamath ke din azabo ke badle fidye mein dena chahe tuh bhi na’mumkin hai,ke un ka fidya qubol kar liya jae,un ke liye tuh dardnak azaab hee hai